White Mujhe tareekh yaad h jab Tera hath pehli baar pakda tha
Kya tujhe yaad h?
Mujhe vo jagah yaad h jaha tune pehli baar gale lagaya tha
Kya tujhe yaad h?
Mujhe yaad hai vo aakhri mulakat
Kya tujhe yaad h?
mujhe yaad hai ,
Agle mahine janamdin h tera,.
Kya tujhe mera yaad h...❤️🩹
©doll soni
#love_qoutes