Meri rooh me basa wo Aaj bhi mujhe sone nahi deta | English Shayari Vi

"Meri rooh me basa wo Aaj bhi mujhe sone nahi deta Kuch esa aalam hua tishanagi ka Har baar sawaal hua dillagi ka Ishq ki taaqat ne Tod diye jab bandhan saare Kuch esa kalah hua zindagi me Chod Gaya wo hume raah me akela kyu Dil me khanjar jesa utra yu Jakham aaj bhi utne hi gehre Fir bhi intezaar hai wo laut aayega fir se zindagi me Humne to bus uska pyaar maanga tha Par kismat ne fir dhokha diya tasalli se Raato ko nind nahi sirf uske khayaal hai zehen me Jaane kahan jaakar chipa betha hai Nazar nahi aata uska chehra jese baadlon ki aut me chupa chaand jese Har fasaane pe likha ho uska naam Har ek saans or dil ki dhadhkano me dhadhakta hai wo aaj bhi Mere tasawwur me jaane likha hai kya Kya mujhe Mera pyaar fir milega kya... ©Alien "

Meri rooh me basa wo Aaj bhi mujhe sone nahi deta Kuch esa aalam hua tishanagi ka Har baar sawaal hua dillagi ka Ishq ki taaqat ne Tod diye jab bandhan saare Kuch esa kalah hua zindagi me Chod Gaya wo hume raah me akela kyu Dil me khanjar jesa utra yu Jakham aaj bhi utne hi gehre Fir bhi intezaar hai wo laut aayega fir se zindagi me Humne to bus uska pyaar maanga tha Par kismat ne fir dhokha diya tasalli se Raato ko nind nahi sirf uske khayaal hai zehen me Jaane kahan jaakar chipa betha hai Nazar nahi aata uska chehra jese baadlon ki aut me chupa chaand jese Har fasaane pe likha ho uska naam Har ek saans or dil ki dhadhkano me dhadhakta hai wo aaj bhi Mere tasawwur me jaane likha hai kya Kya mujhe Mera pyaar fir milega kya... ©Alien

Untold Alfaaz 9
#Poetry #hindishayeri #love #SAD #Broken #Missing #thought #Yaad #Alien #ak

People who shared love close

More like this

Trending Topic