kya naam dein iss pehlu ko zindagi k kuch benaam

"kya naam dein iss pehlu ko zindagi k kuch benaam si tees isme dabi hai kuch araam hai iss mann ko toh kuch bechani si is dil ko ho rahi hai haan tera zikr he mujhe bechain krne k liye kaafi hai aur kuch dino se lag rha hai tere bagair bhi shayad thodi si zindagi mujhme baaki h ab tanhai mein chand yaadein bator kr he dil khush hojata hai.. aur kuch yaadon ko soch dil dard se bhar aata hai.. kuch afsos hota h toh kuch tasalli kuch rahein acchi thi jo badal li.. kuch ashq shayad piney bhi zaruri thay kuch raaz unse kehne bhi zazuri thay aadat si ho rahi hai ab toh tanhaio mein rehne ki khud ki baatein khudse he kehne ki dillagi wo Marz hai jiski koi dawa nahi insaan k chle jaane k baad bhi uski yaadein, iss se badi koi saza nahi. ©yash jora"

 kya naam dein iss pehlu ko zindagi k 
kuch benaam si tees isme dabi hai 
kuch araam hai iss mann ko 
toh kuch bechani si is dil ko ho rahi hai
haan tera zikr he mujhe bechain krne k liye kaafi hai
aur kuch dino se lag rha hai tere bagair bhi shayad thodi si zindagi mujhme baaki h
ab tanhai mein chand yaadein bator kr he dil khush hojata hai..
aur kuch yaadon ko soch dil dard se bhar aata hai..
kuch afsos hota h toh kuch tasalli 
kuch rahein acchi thi jo badal li.. 
kuch ashq shayad piney bhi zaruri thay 
kuch raaz unse kehne bhi zazuri thay 
aadat si ho rahi hai ab toh tanhaio mein rehne ki
khud ki baatein khudse he kehne ki
dillagi wo Marz hai jiski koi dawa nahi
insaan k chle jaane k baad bhi uski yaadein,
iss se badi koi saza nahi.

©yash jora

kya naam dein iss pehlu ko zindagi k kuch benaam si tees isme dabi hai kuch araam hai iss mann ko toh kuch bechani si is dil ko ho rahi hai haan tera zikr he mujhe bechain krne k liye kaafi hai aur kuch dino se lag rha hai tere bagair bhi shayad thodi si zindagi mujhme baaki h ab tanhai mein chand yaadein bator kr he dil khush hojata hai.. aur kuch yaadon ko soch dil dard se bhar aata hai.. kuch afsos hota h toh kuch tasalli kuch rahein acchi thi jo badal li.. kuch ashq shayad piney bhi zaruri thay kuch raaz unse kehne bhi zazuri thay aadat si ho rahi hai ab toh tanhaio mein rehne ki khud ki baatein khudse he kehne ki dillagi wo Marz hai jiski koi dawa nahi insaan k chle jaane k baad bhi uski yaadein, iss se badi koi saza nahi. ©yash jora

People who shared love close

More like this

Trending Topic