Keh do unki yaadon se yuh sataya na karein
Mujhe waqt be waqt itna rulaya na Karein
Woh agar gair ki bahon me khus hai toh gair ka hi sahi
Yuh dekh kar mujhe jhuki nazar se aazmaya na karein
Mai mit chuka hun ya hua barbad sa
In baaton ka woh pata lagaya na karein
Kar ke mujhe badnam iss zanane ki nazar me
Unhe kaho mahfil me itni sarafat dikhaya na karein
Hai khabar mujhe unke saari ashaliyat ki
Koi samjhao unhe yu banke masum kisi ko bewakuf banaya na karein
©nidhi upadhyay
#Darknight