humne to tauba karli hai
kabhi fir na fasein in farebii nighahon ke jaal mein
deewano ko hidayaat hai
na padna pyaar mein , bacha kar rakhna apne
dil-e-najuk ko
inhe zara bhi waqt nhi lagta
khudo girane mein
nakadron ke khyaal mein.....
©@swaratmika
#City lovely