Bachpan bhi kitna khoobsurat hua karta tha, Na kaa | English Shayari

"Bachpan bhi kitna khoobsurat hua karta tha, Na kaale na ghore rang ka samajh tha, Na kisi ke mazhab par sawaal utatha tha. Tab sochthe they ki hum sab ek hi hai, Lekin ab toh yeh kaayanat bhikar chukhi hai. Kabhi bhooke ko khaana khilaake dekhna, Woh khaana lete waqt nahi sochega ki, Yeh musalman ki biriyaani hai, ya hindu ki roti, Na denewale ka rang kaala hai ya ghora. Ohh khaayar insaan, ek baat samajh lena, Yeh cheeze sadhiyon tak nahi sudhregi, Jab tak teri soch nahi badlegi... -Dharmesh Nayak"

 Bachpan bhi kitna khoobsurat hua karta tha,
Na kaale na ghore rang ka samajh tha,
Na kisi ke mazhab par sawaal utatha tha.

Tab sochthe they ki hum sab ek hi hai,
Lekin ab toh yeh kaayanat bhikar chukhi hai.

Kabhi bhooke ko khaana khilaake dekhna,
Woh khaana lete waqt nahi sochega ki,
Yeh musalman ki biriyaani hai, ya hindu ki roti,
Na denewale ka rang  kaala hai ya ghora.

Ohh khaayar insaan, ek baat samajh lena,
Yeh cheeze sadhiyon tak nahi sudhregi,
Jab tak teri soch nahi badlegi...
   
                                        -Dharmesh Nayak

Bachpan bhi kitna khoobsurat hua karta tha, Na kaale na ghore rang ka samajh tha, Na kisi ke mazhab par sawaal utatha tha. Tab sochthe they ki hum sab ek hi hai, Lekin ab toh yeh kaayanat bhikar chukhi hai. Kabhi bhooke ko khaana khilaake dekhna, Woh khaana lete waqt nahi sochega ki, Yeh musalman ki biriyaani hai, ya hindu ki roti, Na denewale ka rang kaala hai ya ghora. Ohh khaayar insaan, ek baat samajh lena, Yeh cheeze sadhiyon tak nahi sudhregi, Jab tak teri soch nahi badlegi... -Dharmesh Nayak

Now we need to stand together....
#LookingDeep #racism #HUmanity #story #storytelling #Hindi

People who shared love close

More like this

Trending Topic