Meri maa. Meri Maa ,ek khubsurat sa mitha sa  ehs | English Poetr

"Meri maa. Meri Maa ,ek khubsurat sa mitha sa  ehsaas hai, Jo mere har Khushi aur hassi ki wajah hai, Jab b Galti Karti to,papa k dant se bachati ti, Chahe kitne bhi gum ho phir bhi muskurati hai, Jab b me Bina khaye Raat me so Jaya Karti to, Raat me uthake Apne hatho se khilati  meri Maa, Meri har khawaish k liye paise paise jhodti ti, Aur bin kahe Sare khawaish Puri Karti ti meri maa, Meri Maa bhagwan Ka wo tofha hai jo Anmol hai, maa  k godh me sar rakhne se sari pareshani dur ho Jati hai, Na Jane kahan se itni sukun  de Jati ti meri ma, jis se me ladti , jhagadti par akhir me sari baat kehti unse, Ma Nahi dost hai meri wo, jitni bhi koshish Kar Lun unse apna dard chupane ki , Na Jane kahan se sub Jan leti hai meri maa... Phir unka wo sar pe haath rakhna aur gale lagana, Mujhe har taklif se dur Kar deti hai meri maa Chakh liye hai swad har jagah k khane Ka, Par tere hatho walli kahin Nahi meri maa, Kya likhu kya na likhu, mujhe wo shabad Nahi aata Jo ma k pyaar ko bata sakun, Aaj jab me unse itne dur hun, Har Pal teri yaad tadpati meri Maa, Aaj bahu hun kis k Ghar ki, Kehne k liye Maa yahan bhi hai, Phir b na Jane kyun Dil me basi hai meri maa, Har koshish Kar li unhe Khush rakhne ki, Par na Jane kahan Kami reh Jati ti, Har Subha yahi sochti ki aj shayad Khush hongi wo, Par nahi,wo din abhi tak Na aaya . Thak gai hun mukhote ki Zindagi jite jite, Phir Yaad Aayi hai meri maa... Kash kuch  Aisa hota ap mere pass Hoti , Dil k ansu ko rok pati meri maa, Bohat udas hun Zindagi se Apne, Tere Aanchal k chaun k liye meri maa, Itni si guzarish  hai meri , Bus ek bar gale laga k gudh me sula le meri ma... Khatam ho sake sukun ki talash meri maa, Bohat pyaar hai tujhe se meri maa... Bus itna janti hun ki me aap se hun aur humesha rahungi meri maa ©99creations4u"

 Meri maa. 
Meri Maa ,ek khubsurat sa mitha sa  ehsaas hai,
Jo mere har Khushi aur hassi ki wajah hai,
Jab b Galti Karti to,papa k dant se bachati ti,
Chahe kitne bhi gum ho phir bhi muskurati hai, 
Jab b me Bina khaye Raat me so Jaya Karti to,
Raat me uthake Apne hatho se khilati  meri Maa,
Meri har khawaish k liye paise paise jhodti ti,
Aur bin kahe Sare khawaish Puri Karti ti meri maa,
Meri Maa bhagwan Ka wo tofha hai jo Anmol hai,
maa  k godh me sar rakhne se sari pareshani dur ho Jati hai,
Na Jane kahan se itni sukun  de Jati ti meri ma,
jis se me ladti , jhagadti par akhir me sari baat kehti unse,
Ma Nahi dost hai meri wo,
jitni bhi koshish Kar Lun unse apna dard chupane ki ,
Na Jane kahan se sub Jan leti hai meri maa...
Phir unka wo sar pe haath rakhna aur gale lagana,
Mujhe har taklif se dur Kar deti hai meri maa
Chakh liye hai swad har jagah k khane Ka,
Par tere hatho walli kahin Nahi meri maa,
Kya likhu kya na likhu,
mujhe wo shabad Nahi aata Jo ma k pyaar ko bata sakun,
Aaj jab me unse itne dur hun,
Har Pal teri yaad tadpati meri Maa,
Aaj bahu hun kis k Ghar ki,
Kehne k liye Maa yahan bhi hai,
Phir b na Jane kyun Dil me basi hai meri maa,
Har koshish Kar li unhe Khush rakhne ki,
Par na Jane kahan Kami reh Jati ti,
Har Subha yahi sochti ki aj shayad Khush hongi wo,
Par nahi,wo din abhi tak Na aaya .
Thak gai hun mukhote ki Zindagi jite jite,
Phir Yaad Aayi hai meri maa...
Kash kuch  Aisa hota ap mere pass Hoti ,
Dil k ansu ko rok pati meri maa,
Bohat udas hun Zindagi se Apne,
Tere Aanchal k chaun k liye meri maa,
Itni si guzarish  hai meri ,
Bus ek bar gale laga k gudh me sula le meri ma...
Khatam ho sake sukun ki talash meri maa,
Bohat pyaar hai tujhe se meri maa... 
Bus itna janti hun ki me aap se hun aur humesha rahungi meri maa

©99creations4u

Meri maa. Meri Maa ,ek khubsurat sa mitha sa  ehsaas hai, Jo mere har Khushi aur hassi ki wajah hai, Jab b Galti Karti to,papa k dant se bachati ti, Chahe kitne bhi gum ho phir bhi muskurati hai, Jab b me Bina khaye Raat me so Jaya Karti to, Raat me uthake Apne hatho se khilati  meri Maa, Meri har khawaish k liye paise paise jhodti ti, Aur bin kahe Sare khawaish Puri Karti ti meri maa, Meri Maa bhagwan Ka wo tofha hai jo Anmol hai, maa  k godh me sar rakhne se sari pareshani dur ho Jati hai, Na Jane kahan se itni sukun  de Jati ti meri ma, jis se me ladti , jhagadti par akhir me sari baat kehti unse, Ma Nahi dost hai meri wo, jitni bhi koshish Kar Lun unse apna dard chupane ki , Na Jane kahan se sub Jan leti hai meri maa... Phir unka wo sar pe haath rakhna aur gale lagana, Mujhe har taklif se dur Kar deti hai meri maa Chakh liye hai swad har jagah k khane Ka, Par tere hatho walli kahin Nahi meri maa, Kya likhu kya na likhu, mujhe wo shabad Nahi aata Jo ma k pyaar ko bata sakun, Aaj jab me unse itne dur hun, Har Pal teri yaad tadpati meri Maa, Aaj bahu hun kis k Ghar ki, Kehne k liye Maa yahan bhi hai, Phir b na Jane kyun Dil me basi hai meri maa, Har koshish Kar li unhe Khush rakhne ki, Par na Jane kahan Kami reh Jati ti, Har Subha yahi sochti ki aj shayad Khush hongi wo, Par nahi,wo din abhi tak Na aaya . Thak gai hun mukhote ki Zindagi jite jite, Phir Yaad Aayi hai meri maa... Kash kuch  Aisa hota ap mere pass Hoti , Dil k ansu ko rok pati meri maa, Bohat udas hun Zindagi se Apne, Tere Aanchal k chaun k liye meri maa, Itni si guzarish  hai meri , Bus ek bar gale laga k gudh me sula le meri ma... Khatam ho sake sukun ki talash meri maa, Bohat pyaar hai tujhe se meri maa... Bus itna janti hun ki me aap se hun aur humesha rahungi meri maa ©99creations4u

love respect and words or my heart..love
#WorldPoetryDay

People who shared love close

More like this

Trending Topic