Maa k liye line.... Udass rhene ko acha nahi bata | हिंदी कविता

"Maa k liye line.... Udass rhene ko acha nahi batata h... Udass rhene ko acha nahi batata hai.. Koi bhi zher ko mitha nahi batata hai. Kal apne ap ko dekha tha maa ki ankho mai Ye ahiyna apne ko kabhi bhudha nahi batata hai. Ahe andhere dekh le mhu tera kala ho gaya.. Maa ne ankhe kholi ghar mai ujala ho gaya. Iss tarah wo mere ghunaho ko dho deti hai.. Maa jab bhaut gusse mai hoti hai to roo deti hai. Bulandiyo ka bade se bada mukam chuha.. Uthaya jab godhe mai maa ne tab asman chu liya. Kisko zevar mile hisse mai kiske dukan ayi.. Mai sabse chotha tha ghar mai mere hisee mai mere maa ayi. Ye aisa karz hai jo mai. Kabhi chukha nahi sakta.. Mai jab tak ghar na lautu ahu meri maa rha mai intezar karti rhethi hai. Meri ye khawaish hai ki mai fir se karishtha ho jau... Ek khudha meri yahi taman hai bas fir se bacha ban mai k anchal mai chiph jau.."

 Maa k liye line.... 
Udass rhene ko acha nahi batata h... 
Udass rhene ko acha nahi batata hai.. 
Koi bhi zher ko mitha nahi batata hai. 
Kal apne ap ko dekha tha maa ki ankho mai 
Ye ahiyna apne ko kabhi bhudha nahi batata hai. 
Ahe andhere dekh le mhu tera kala ho gaya.. 
Maa ne ankhe kholi ghar mai ujala ho gaya. 
Iss tarah wo mere ghunaho ko dho deti hai.. 
Maa jab bhaut gusse mai hoti hai to roo deti hai. 
Bulandiyo ka bade se bada mukam chuha.. 
Uthaya jab godhe mai maa ne tab asman chu liya. 
Kisko zevar mile hisse mai kiske dukan ayi.. 
Mai sabse chotha tha ghar mai mere hisee mai mere maa ayi. 
Ye aisa karz hai jo mai. Kabhi chukha nahi sakta.. 
Mai jab tak ghar na lautu ahu meri maa rha mai intezar karti rhethi hai. 
Meri ye khawaish hai ki mai fir se karishtha ho jau... 
Ek khudha meri yahi taman hai bas fir se bacha ban mai k anchal mai chiph jau..

Maa k liye line.... Udass rhene ko acha nahi batata h... Udass rhene ko acha nahi batata hai.. Koi bhi zher ko mitha nahi batata hai. Kal apne ap ko dekha tha maa ki ankho mai Ye ahiyna apne ko kabhi bhudha nahi batata hai. Ahe andhere dekh le mhu tera kala ho gaya.. Maa ne ankhe kholi ghar mai ujala ho gaya. Iss tarah wo mere ghunaho ko dho deti hai.. Maa jab bhaut gusse mai hoti hai to roo deti hai. Bulandiyo ka bade se bada mukam chuha.. Uthaya jab godhe mai maa ne tab asman chu liya. Kisko zevar mile hisse mai kiske dukan ayi.. Mai sabse chotha tha ghar mai mere hisee mai mere maa ayi. Ye aisa karz hai jo mai. Kabhi chukha nahi sakta.. Mai jab tak ghar na lautu ahu meri maa rha mai intezar karti rhethi hai. Meri ye khawaish hai ki mai fir se karishtha ho jau... Ek khudha meri yahi taman hai bas fir se bacha ban mai k anchal mai chiph jau..

#worldpostday #maa #Dil #poem @Sujata jha Abhinav jain👑 @cute girl (shivani ) बेबाक लेखक 💌✍️ @MR NAVROJ TEJANI

People who shared love close

More like this

Trending Topic