White 🌿🌱🌎prakriti man 🌎🌱🌿
mission life
great green Bharat .a.k.d
yah pura world jaanta hai
Pani Sabse badi samasya hai
sans lene ke liye shuddh
hawa nahin hai
Mausam din pratidin
Parivartan kar raha hai
Manav Kudrat ke sanket
ko samajh nahin pa rahe
Prithvi per hota hua Vikas
aur prakriti mein failta hua jahar
yah hamen mrutyu ki taraf lekar
ja raha hai
kahin bahar a jaati hai
to kahin per Pani ki strot hi nahin
plastic ka badhta hua pradushan
baithati Hui mahangai
yah samasya harit
Desh ki hai...
©anup.ji.star
#sad_shayari
#Mission life #great grand Bharat. .#world Cup jivan ka
#prakriti man