Jaha tum chor ke gye the aj v usse intezar me khadi hue tumhare jane ki waja to malum nhi bas waja batne ke liye aaja aacha chl ye v na sahi par kisi na kisi bahane se aaja kuki Tujhse milane Ki Aas Hai Aaja Meri Duniya Udas Hai Aaja🥺🥀
©syed kahkasha writer
#syed_kahkasha_writer #love❤