Alone Iss zindagi k safar mein kya kya likha hai maula
tuta hua mehsoos har ek shaks he ab kr rha hai
rishto k inn manzaro se kyu jhunjhna padhta hai
kuch nahi chd kr jata jo apna kisika marta hai
rehjati h kuch silwate uss yaado k sooti kapde pr
wo kapda jo aansu kisi soak raha hai
chal uth khada hoja yeh mujhse keh rahi chlti hawa
wo tu hai jo kar fateh ujla savera laaega
ek din tu apne zakhmo ka marham khud he banjaega
©yash jora