Aaj fir ek beti ki ijjat luti gayi Aaj fir ek maso

"Aaj fir ek beti ki ijjat luti gayi Aaj fir ek masoom kisi ke hawas ke liye parosi gayi Wo chillati rahi fir bhi uski pukar nhi suni gayi Wo ladi bahat fir bhi jindagi or maut ki ae jang haar gayi Aaj sirf rk beti nhi puri insaniyat hi mar gayi Aaj sirf rk beti nhi puri insaniyat hi mar gayi Wo to nikali thi apne Maa ke sath usko to pura hosh tha salwar sut or duppata bhi sath Kya uske kapdo me dos tha? Fir bhi kuch darindo ne uske bahon ko bicha tha Ek ne muh pr haath rakha to dusre ne duppata khicha tha Kisi ne balon se pakda to kisi ne use ghasita tha Karke barbad uski jindagi usne us masoom ko feka tha Aaj fir ek masoom ke hathon me maut ka tohfa tha Aaj fir ek masoom ke hathon me maut ka tohfa tha Dos chote kapdo ka nahi Dos hai us sanvidhan ka Dos to hai us badi kursi pr bethe insan ka Kya ae sb sunke sarkar ki ruh kaapti nahi Ya hm ae samz le unke ghar me bahn beti nahi Jab cheekh rahi thi wo masoom Tab to koi bchane nhi aaya Ab kaisi insaniyat us haiwan ki liye Jo insaan tak nhi bn paya Ab insaaf ke naam pr kuch din #Status chalega Char din chauraho pr mombattiyan bhi jalengi Fir janta ki pukar bhi so jayegi Fir tabhi khulegi aakhen inki jab Fir kisi ki bahn ya beti Koi sadak pr besud payi jayegi Tab tk aesa hi chlega Jab tk kisi ki jindagi ki kimat ko paiso se tola jayega Haath dalne ke phle tabhi koi haiwan thrrayega Jab Candle nahi us haiwan ko jalaya jayega Jab Candle nahi us haiwan ko jalaya jayega ©Suruchi"

 Aaj fir ek beti ki ijjat luti gayi
Aaj fir ek masoom kisi ke hawas ke liye parosi gayi
Wo chillati rahi fir bhi uski pukar nhi suni gayi 
Wo ladi bahat fir bhi jindagi or maut ki ae jang haar gayi
Aaj sirf rk beti nhi puri insaniyat hi mar gayi
Aaj sirf rk beti nhi puri insaniyat hi mar gayi

Wo to nikali thi apne Maa ke sath 
usko to pura hosh tha 
salwar sut or duppata bhi sath 
Kya uske kapdo me dos tha?
Fir bhi kuch darindo ne uske bahon ko bicha tha
Ek ne muh pr haath rakha to dusre ne duppata khicha tha
Kisi ne balon se pakda to kisi ne use ghasita tha 
Karke barbad uski jindagi usne us masoom ko feka tha
Aaj fir ek masoom ke hathon me maut ka tohfa tha  
Aaj fir ek masoom ke hathon me maut ka tohfa tha

Dos chote kapdo ka nahi 
Dos hai us sanvidhan ka 
Dos to hai us badi kursi pr bethe insan ka
Kya ae sb sunke sarkar ki ruh kaapti nahi 
Ya hm ae samz le unke ghar me bahn beti nahi
Jab cheekh rahi thi wo masoom 
Tab to koi bchane nhi aaya
Ab kaisi insaniyat us haiwan ki liye 
Jo insaan tak nhi bn paya

Ab insaaf ke naam pr kuch din #Status chalega
Char din chauraho pr mombattiyan bhi jalengi
Fir janta ki pukar bhi so jayegi 
Fir tabhi khulegi aakhen inki jab 
Fir kisi ki bahn ya beti 
Koi sadak pr besud payi jayegi

Tab tk aesa hi chlega 
Jab tk kisi ki jindagi ki kimat ko paiso se tola jayega
Haath dalne ke phle tabhi koi haiwan thrrayega
 Jab Candle nahi us haiwan ko jalaya jayega
Jab Candle nahi us haiwan ko jalaya jayega

©Suruchi

Aaj fir ek beti ki ijjat luti gayi Aaj fir ek masoom kisi ke hawas ke liye parosi gayi Wo chillati rahi fir bhi uski pukar nhi suni gayi Wo ladi bahat fir bhi jindagi or maut ki ae jang haar gayi Aaj sirf rk beti nhi puri insaniyat hi mar gayi Aaj sirf rk beti nhi puri insaniyat hi mar gayi Wo to nikali thi apne Maa ke sath usko to pura hosh tha salwar sut or duppata bhi sath Kya uske kapdo me dos tha? Fir bhi kuch darindo ne uske bahon ko bicha tha Ek ne muh pr haath rakha to dusre ne duppata khicha tha Kisi ne balon se pakda to kisi ne use ghasita tha Karke barbad uski jindagi usne us masoom ko feka tha Aaj fir ek masoom ke hathon me maut ka tohfa tha Aaj fir ek masoom ke hathon me maut ka tohfa tha Dos chote kapdo ka nahi Dos hai us sanvidhan ka Dos to hai us badi kursi pr bethe insan ka Kya ae sb sunke sarkar ki ruh kaapti nahi Ya hm ae samz le unke ghar me bahn beti nahi Jab cheekh rahi thi wo masoom Tab to koi bchane nhi aaya Ab kaisi insaniyat us haiwan ki liye Jo insaan tak nhi bn paya Ab insaaf ke naam pr kuch din #Status chalega Char din chauraho pr mombattiyan bhi jalengi Fir janta ki pukar bhi so jayegi Fir tabhi khulegi aakhen inki jab Fir kisi ki bahn ya beti Koi sadak pr besud payi jayegi Tab tk aesa hi chlega Jab tk kisi ki jindagi ki kimat ko paiso se tola jayega Haath dalne ke phle tabhi koi haiwan thrrayega Jab Candle nahi us haiwan ko jalaya jayega Jab Candle nahi us haiwan ko jalaya jayega ©Suruchi

#Stoprape

#AWritersStory

People who shared love close

More like this

Trending Topic