White Ab uthayi hain kalam to saari kahani likhung | English Quotes

"White Ab uthayi hain kalam to saari kahani likhungi kbhi kuch keh na saki to kbhi tu sun na ska kuch alfaaz kuch jazbaat aur kuch rawani likhungi., kaise khoya bachpan kaise hui barbaad jawani likhungi jo gujri haqikat aadha fasana aur kuch adhoore khwabo ki kahani likhungi ab uthayi hain kalam to saari kahani likhungi.., wo jo hui thi tujhse shuru kbhi kahani meri wo bn na saki hakkiqat ki dastan to kya hua jo khtm na kar ske mohbbat ko humari mai aise alfazo ki ruhani likhungi.. Ab uthayi hain kalam to saari kahani likhungi..... ©Anamika Bajpai"

 White Ab uthayi hain kalam to saari kahani likhungi
kbhi kuch keh na saki to  kbhi tu sun na ska 
kuch alfaaz kuch jazbaat aur kuch rawani likhungi.,
kaise khoya bachpan kaise hui barbaad jawani likhungi
jo gujri haqikat aadha fasana aur kuch adhoore khwabo ki kahani likhungi 
ab uthayi hain kalam to saari kahani likhungi..,
wo jo hui thi tujhse shuru kbhi kahani meri 
wo bn na saki hakkiqat ki dastan to kya hua 
jo khtm na kar ske mohbbat ko humari mai aise alfazo ki ruhani likhungi..
Ab uthayi hain kalam to saari kahani likhungi.....

©Anamika Bajpai

White Ab uthayi hain kalam to saari kahani likhungi kbhi kuch keh na saki to kbhi tu sun na ska kuch alfaaz kuch jazbaat aur kuch rawani likhungi., kaise khoya bachpan kaise hui barbaad jawani likhungi jo gujri haqikat aadha fasana aur kuch adhoore khwabo ki kahani likhungi ab uthayi hain kalam to saari kahani likhungi.., wo jo hui thi tujhse shuru kbhi kahani meri wo bn na saki hakkiqat ki dastan to kya hua jo khtm na kar ske mohbbat ko humari mai aise alfazo ki ruhani likhungi.. Ab uthayi hain kalam to saari kahani likhungi..... ©Anamika Bajpai

#GoodMorning imagination

People who shared love close

More like this

Trending Topic