Wo chand nahi hai waisa, jaisa hai wo khudko dikha

"Wo chand nahi hai waisa, jaisa hai wo khudko dikhata, kahin andhere me rakha hai usne apna ek hissa, hissa jo hai  duniya se chupa, hissa jo nahi hai haseen; hissa jisme hai daag kai. uske har daag ke peeche ek raaz gehra hai, akela hoke bhi dekho wo chand poora hai, wo chand mujh sa hai... wo chand mujh sa hai..."

 Wo chand nahi hai waisa, jaisa hai wo khudko dikhata,
kahin andhere me rakha hai usne 
apna ek hissa,
hissa jo hai  duniya se chupa,
hissa jo nahi hai haseen;
hissa jisme hai daag kai.
uske har daag ke peeche ek raaz gehra hai,
akela hoke bhi dekho wo chand poora hai,
wo chand mujh sa hai...
wo chand mujh sa hai...

Wo chand nahi hai waisa, jaisa hai wo khudko dikhata, kahin andhere me rakha hai usne apna ek hissa, hissa jo hai  duniya se chupa, hissa jo nahi hai haseen; hissa jisme hai daag kai. uske har daag ke peeche ek raaz gehra hai, akela hoke bhi dekho wo chand poora hai, wo chand mujh sa hai... wo chand mujh sa hai...

People who shared love close

More like this

Trending Topic