Kash
Kash main khud ko badal pata
Duniya ke bhidh main
kahi Kho sa jata .
Kash main khud ko badal pata
Raat hote he
Bina kisi ka intezar kiya
Gehri nindh so sa jata .
Kash main khud ko badal
Pata
Kisi ke sath ko
u dil se na lagata .
Kash main khud ko badal pata
Apne khushi ke aage
Her kisi ka dil todh jata .
Kash main khud ko badal pata
Matlab ke duniya main
Khud subse badha matlabi ban jata .
Kash main khud ko badal pata
Kash main khud ko badal pata .
©last love
kash main khud ko badal pata
#Travelstories