The words in the letter ek chitthi bhejna chahti h

"The words in the letter ek chitthi bhejna chahti hu chand alfazo m aapna pyaar jatana hu kuch apna haal tumhara khayaal dono kehna chahti hu is khat ki kushboo m tumhe ghar ka ehsaas karana chahti yaha jada thoda bad gaya hai aur maa ne phir ek kambal zyada nikaal diya hai m bhi daal aksar ek ek katori zyada bana deti hu aur kabhi kabhi tumhari thali bhi saja diya karti hu tumhare kareeb hone k ehsaas k lia m akasar y galtiya dohra diya karti hu tum fikra mat karna tumhari maa swasth hai aur chotu tumhare bheje tohfe k saath mast hai tum y na sochna tumhari doori ne diya mughe kasht hai tu bas apna farz nibhana kyuki india always first hai"

 The words in the letter ek chitthi bhejna chahti hu
chand alfazo m aapna pyaar jatana hu
kuch apna haal tumhara khayaal dono kehna chahti hu
is khat ki kushboo m tumhe ghar ka ehsaas karana chahti 
 
yaha jada thoda bad gaya hai
aur maa ne phir ek kambal zyada nikaal diya hai 
m bhi daal aksar ek ek katori zyada bana deti hu
aur kabhi kabhi tumhari thali bhi saja diya karti hu
tumhare kareeb hone k ehsaas k lia 
m akasar y galtiya dohra diya karti hu

tum fikra mat karna tumhari maa swasth hai
 aur chotu tumhare bheje tohfe k saath mast hai 
tum y na sochna tumhari doori ne diya mughe kasht hai 
tu bas apna farz nibhana kyuki india always first hai

The words in the letter ek chitthi bhejna chahti hu chand alfazo m aapna pyaar jatana hu kuch apna haal tumhara khayaal dono kehna chahti hu is khat ki kushboo m tumhe ghar ka ehsaas karana chahti yaha jada thoda bad gaya hai aur maa ne phir ek kambal zyada nikaal diya hai m bhi daal aksar ek ek katori zyada bana deti hu aur kabhi kabhi tumhari thali bhi saja diya karti hu tumhare kareeb hone k ehsaas k lia m akasar y galtiya dohra diya karti hu tum fikra mat karna tumhari maa swasth hai aur chotu tumhare bheje tohfe k saath mast hai tum y na sochna tumhari doori ne diya mughe kasht hai tu bas apna farz nibhana kyuki india always first hai

#worldpostday

People who shared love close

More like this

Trending Topic