Yahan hum naa jeene ki na marne ki
kagaar pe hain ,
Wo chahte hain humse door jana
bas ek sahi waqt ke asaar mein hain ...
Aur , wo har baat karte hain mazaak mein le kar ,
Jaise uss waqt se pehle
kisi nayi mohabbat ke shikaar pe hain ....
©@swaratmika
#lonely