Dhoni Ranchi ka wo rajkumar. Jo karta tha cricket | English कविता

"Dhoni Ranchi ka wo rajkumar. Jo karta tha cricket sai pyaar. Sapne sanjoye thai usne. Poore karne ko wo tha taiyaar. Gendbaajo kai beech machadi hahakaar. Khoob uda uska helicopter. Nahi chahiye tha helipad jise. Cricket pitch mahi ko jache. Badal diya jisne itihaas. Poora desh ka wo tha khaas. Sabko thi ussey aas. Jeet ki thi usey pyas. Jeet ko usne gale lagaya. Bharat vishw vijay kehlaya. Kayi baar tiranga lehraya. Jab jab mahi ne jeet dilaya. Saare cup baari baari sai uthaya. Gendbajo ko bhi khoob rulaya. Mahi captain cool kehlaya. Ab kaha dikhega wo balla. Stadium mai kaha hoga halla. Wo mahi mahi ki goonj. Kaha soon payega cricket koonj. Mujhe jisne cricket sai joda. Aaj usne khud nata toda. Nili jersey tumhe pukare. Ek baar phir ho tayar. Field par tu aaja yaar. No 7 raha hai pukaar.. ©Author shivam kumar mishra"

 Dhoni Ranchi ka wo rajkumar.

Jo karta tha cricket sai pyaar.

Sapne sanjoye thai usne.

Poore karne ko wo tha taiyaar.

Gendbaajo kai beech machadi hahakaar.

Khoob uda uska helicopter.

Nahi chahiye tha helipad jise.

Cricket pitch mahi ko jache.

Badal diya jisne itihaas.

Poora desh ka wo tha khaas.

Sabko thi ussey aas.

Jeet ki thi usey pyas.

Jeet ko usne gale lagaya.

Bharat vishw vijay kehlaya.

Kayi baar tiranga lehraya.

Jab jab mahi ne jeet dilaya.

Saare cup baari baari sai uthaya.

Gendbajo ko bhi khoob rulaya.

Mahi captain cool kehlaya.

Ab kaha dikhega wo balla.

Stadium mai kaha hoga halla.

Wo mahi mahi ki goonj.

Kaha soon payega cricket koonj.

Mujhe jisne cricket sai joda.

Aaj usne khud nata toda.

Nili jersey tumhe pukare.

Ek baar phir ho tayar.

Field par tu aaja yaar.

No 7 raha hai pukaar..

©Author shivam kumar mishra

Dhoni Ranchi ka wo rajkumar. Jo karta tha cricket sai pyaar. Sapne sanjoye thai usne. Poore karne ko wo tha taiyaar. Gendbaajo kai beech machadi hahakaar. Khoob uda uska helicopter. Nahi chahiye tha helipad jise. Cricket pitch mahi ko jache. Badal diya jisne itihaas. Poora desh ka wo tha khaas. Sabko thi ussey aas. Jeet ki thi usey pyas. Jeet ko usne gale lagaya. Bharat vishw vijay kehlaya. Kayi baar tiranga lehraya. Jab jab mahi ne jeet dilaya. Saare cup baari baari sai uthaya. Gendbajo ko bhi khoob rulaya. Mahi captain cool kehlaya. Ab kaha dikhega wo balla. Stadium mai kaha hoga halla. Wo mahi mahi ki goonj. Kaha soon payega cricket koonj. Mujhe jisne cricket sai joda. Aaj usne khud nata toda. Nili jersey tumhe pukare. Ek baar phir ho tayar. Field par tu aaja yaar. No 7 raha hai pukaar.. ©Author shivam kumar mishra

#MSDhoni #poetryunplugged

People who shared love close

More like this

Trending Topic