Hum itne lazy hai
ki apna mind bhi
use nahi karna chahte
isliye math bhi pasand nahi
kaun formula yaad kare,
table yaad kare,
kaun jode ghaataaye,guna kare
🤣🤣😂😝
17/9/24
(ubaida khatoon S S) ✍️
©Ubaida khatoon Siddiqui
#Ubaidakhatoon #ubaidawrites
#Lazy हिंदी कॉमेडी हिंदी चुटकुले