tareef ki tareefon se tareef ki,
to use yakeen na aaya,
kya hoti hai tareef,maine fer
tera taaruuf usse karwaaya,
lakh samjhaaya use, fer bhi samaj na aaya,
haar ke tareef ko tareef btaane ko,
maine teri yeh kabil-e-tareef tasveer ko use dikhaaya
fer kahi ja kar tareef ko tareef hone par yakeen aaya
-KHIL
#tareef-e-Tareef @arsh deep Ramjeet Sharma(Mr. Wow🙈😍) @Radhika sweety @Teena verma
#Forest