White har daur mein har zamaane mein kuch aise l | English Shayari

"White har daur mein har zamaane mein kuch aise log aaye duniya mein jinhone apne faide ke liye insaan ko banta afas mein insaaniyat ke tukde tukde kiye bhedbhaav kiya nafratein phailai apni baaton se apne se vichaaron se jiska zaher har waqt har daur har zamaane mein asar dikha raha hai aur dikhata rahenga kaash unke maa baap ne unke paida hote hi unka gala ghont diya hota to achcha hota ©FAKIR SAAB(ek fakir)"

 White har daur mein 
har zamaane mein 
kuch aise log 
aaye duniya mein 
jinhone apne faide ke liye 
insaan ko banta afas mein
insaaniyat ke tukde tukde kiye
bhedbhaav kiya nafratein
phailai apni baaton se
apne se vichaaron se jiska
zaher har waqt har daur
har zamaane mein asar dikha 
raha hai aur dikhata rahenga 
kaash unke maa baap ne
unke paida hote hi unka
gala ghont diya hota
to achcha hota

©FAKIR SAAB(ek fakir)

White har daur mein har zamaane mein kuch aise log aaye duniya mein jinhone apne faide ke liye insaan ko banta afas mein insaaniyat ke tukde tukde kiye bhedbhaav kiya nafratein phailai apni baaton se apne se vichaaron se jiska zaher har waqt har daur har zamaane mein asar dikha raha hai aur dikhata rahenga kaash unke maa baap ne unke paida hote hi unka gala ghont diya hota to achcha hota ©FAKIR SAAB(ek fakir)

#hindi_diwas ज़माना

People who shared love close

More like this

Trending Topic