Teri nazro ne meri nazro me nazare milakar
kuch kaha pata h
kya? ki khayal rakhna tu meri parwah
krna tu meri bs tu hi hain sahara mera ki tujhpe
hi milta h kinara mera
ki ehsash ban gye ho tum meri sanso ki chah ban
gye ho tum aur isse jyada kya kahu bas itna samjh
lo ki mere zinda rhne ki wajah bn gye ho tum
©RJKML0331
#loveshayari