White Kash ki jeevan itna asan hota.. Kash ki mai | हिंदी Sad

"White Kash ki jeevan itna asan hota.. Kash ki mai kuch pal ko to haq se apna kehti Kash ki jeevan ke kuch pal to hote jinhe khusi ka keh skti Kash ki mai itna ni bikharti Kash ki mai patthar jaisi na banti Kash ki kuch ehsas mere andr rehne dete Kash ki mai khali kagaz ke trh ni hoti Kash ki mai itni chup na hui hoti Kash ki mai pehle jaisi bebak hoti Kashi ki mai itni smjhdar na hoti Kash ki mai bachpan ke trh hoti kash ki jeevan thoda asan ho jata .. ©Me_Myself_Mystory"

 White Kash ki jeevan itna asan hota..
Kash ki mai kuch pal ko to haq se apna kehti 
Kash ki jeevan ke kuch pal to hote jinhe khusi ka keh skti
Kash ki mai itna ni bikharti
Kash ki mai patthar jaisi na banti
Kash ki kuch ehsas mere andr rehne dete
Kash ki mai khali kagaz ke trh ni hoti
Kash ki mai itni chup na hui hoti
Kash ki mai pehle jaisi bebak hoti 
Kashi ki mai itni smjhdar na hoti 
Kash ki mai bachpan ke trh hoti
kash ki jeevan thoda asan ho jata ..

©Me_Myself_Mystory

White Kash ki jeevan itna asan hota.. Kash ki mai kuch pal ko to haq se apna kehti Kash ki jeevan ke kuch pal to hote jinhe khusi ka keh skti Kash ki mai itna ni bikharti Kash ki mai patthar jaisi na banti Kash ki kuch ehsas mere andr rehne dete Kash ki mai khali kagaz ke trh ni hoti Kash ki mai itni chup na hui hoti Kash ki mai pehle jaisi bebak hoti Kashi ki mai itni smjhdar na hoti Kash ki mai bachpan ke trh hoti kash ki jeevan thoda asan ho jata .. ©Me_Myself_Mystory

#GoodNight #ehsaas #me #SAD #Dark #Nojoto #alone #Thoughts #everyone #Trending

People who shared love close

More like this

Trending Topic