tasveerein kitni khamosh si hai phir bhi na jane k

"tasveerein kitni khamosh si hai phir bhi na jane kitna kuch bolti hai na jane kitne raz wo chupke chupke kholti hai kabhi yaad dilati hai hume wo guzre hue thyohar jaise lamhe tho kabhi aane wale kal ki jhalak dikhlati hai tasveerein kitni khamosh si hai phir bhi na jane kitna kuch bolti hai na jane kitne raz wo chupke chupke kholti hai wo bite hue lambhe ek ek karke hamare samne le aati hai bithe hue kal ki mithi yaadon mai hume le jati hai kitne masum se the hum bachpan ki sari shahtaniya yaad dilati hai kabhi khub gudgudane ki wajah tho kabhi aankhon mai pani le aati hai kya kho diya humne kya paa liya humne kitna kuch reh gya piche kitna kuch mil gaya aage bite hue na jane kitne ahsaas yeh tasverin chupke chupke yaad dilati hai kitni khamosh si hai tasveerein phir bhi na jane kitna kuch bolti hai na jane kitne raz yeh chupke chupke kholti hai"

 tasveerein kitni khamosh si hai phir bhi na jane kitna kuch bolti hai na jane kitne raz wo chupke chupke kholti hai kabhi yaad dilati hai hume wo guzre hue thyohar jaise lamhe tho kabhi aane wale kal ki jhalak dikhlati hai tasveerein kitni khamosh si hai phir bhi na jane kitna kuch bolti hai na jane kitne raz wo chupke chupke kholti hai wo bite hue lambhe ek ek karke  hamare samne le aati hai bithe hue kal ki mithi yaadon mai hume le jati hai kitne masum se the hum bachpan ki sari shahtaniya yaad dilati hai kabhi khub gudgudane ki wajah tho kabhi aankhon mai pani le aati hai kya kho diya humne kya paa liya humne kitna kuch reh gya piche kitna kuch mil gaya aage bite hue na jane kitne ahsaas yeh tasverin chupke chupke yaad dilati hai kitni khamosh si hai tasveerein phir bhi na jane kitna kuch bolti hai na jane kitne raz yeh chupke chupke kholti hai

#newplace

People who shared love close

More like this

Trending Topic