"Feeling 🌹Hum tumhare ho choke sanam.
Tum ho ya nahi hame nahi pata
kya kare tumhare bina is zindagi ka
tumhare samne apne feelings
share karna chahate hai
lekin kya kare is Dil ka
tumhare samne aane se
joroso dhadakne lagata hai
jo bolna chahte hai o bhi bhul jate hai..😚"