Beti,behen,patni,maa na jaane mahila kitne kirdar | English Shayari Vi

"Beti,behen,patni,maa na jaane mahila kitne kirdar nibhati hai mahilao ko kabhi thakan ka matlab mat puchna jo zindagi bhar apne maa baap se leke apne pati ke pariwar walo tak ko sambhalti hai aaj jo naari ko kamzor kehta hai vo sabse bada paapi hai jo apne ghar ko sambhalne ke sath apne sapno ko bhi pura karti hai na vo aaj ki naari hai dusro ki zindagi ko apni zindagi samajte samajte apni zindagi jeena bhul jaati hai hum naari ko devi ya laxmi aishe hi nahi kehte vo apne pariwar walo keliye sukh samriddhi mangte mangte apne liye mangna bhul jati hai naari ka ek din saman karne se, ek din unke maryada ka adar karne se kuch nahi hoga nari ko agar sach me kisi ki behen, beti mante ho na tu us tarike se peshana bhi kyu ki nari ke prati ek din samaan dikhane se kuch nahi hoga aur bas yeh hi kehna chahunga ki jis din mahilao ke virudh hatyachar band ho jayenge tabhi mahilao ko asli adar aur saman milega jab naari ko hum sach me devi manenge na tabhi sach me naari ke samaan ko nyay milega tabhi sach me naari ke samaan ko nyay milega ©Balram Mandavia "

Beti,behen,patni,maa na jaane mahila kitne kirdar nibhati hai mahilao ko kabhi thakan ka matlab mat puchna jo zindagi bhar apne maa baap se leke apne pati ke pariwar walo tak ko sambhalti hai aaj jo naari ko kamzor kehta hai vo sabse bada paapi hai jo apne ghar ko sambhalne ke sath apne sapno ko bhi pura karti hai na vo aaj ki naari hai dusro ki zindagi ko apni zindagi samajte samajte apni zindagi jeena bhul jaati hai hum naari ko devi ya laxmi aishe hi nahi kehte vo apne pariwar walo keliye sukh samriddhi mangte mangte apne liye mangna bhul jati hai naari ka ek din saman karne se, ek din unke maryada ka adar karne se kuch nahi hoga nari ko agar sach me kisi ki behen, beti mante ho na tu us tarike se peshana bhi kyu ki nari ke prati ek din samaan dikhane se kuch nahi hoga aur bas yeh hi kehna chahunga ki jis din mahilao ke virudh hatyachar band ho jayenge tabhi mahilao ko asli adar aur saman milega jab naari ko hum sach me devi manenge na tabhi sach me naari ke samaan ko nyay milega tabhi sach me naari ke samaan ko nyay milega ©Balram Mandavia

#Women's Day

People who shared love close

More like this

Trending Topic