White stress se bhara ye jivan kis kam ka khushi k | English Poetry Vi

"White stress se bhara ye jivan kis kam ka khushi ko jina to sikho ye pal hai bas ek pal ka ise khushi me badlkar to dekho bhula kar kuchh pal ke gam ,thode hi shi chhote chhote palo me khushiya batorna to sikho duniya ki baato ko unsuna kar ek baar khud ki bhi sunkar dekho dusro ko satisfy karne se pehle khud bhi to satisfy hona sikho kisi ke saath me khushi dhundne se pehle khud ke saath to khush rehna sikho stress se agar suicide karna aasan hai to khush rehne se jina bhi aasan hai pehchan loge agar khud ko ,jano ge agar khud ko to khush rehna bhi aasan hai ©Suman Rathore "

White stress se bhara ye jivan kis kam ka khushi ko jina to sikho ye pal hai bas ek pal ka ise khushi me badlkar to dekho bhula kar kuchh pal ke gam ,thode hi shi chhote chhote palo me khushiya batorna to sikho duniya ki baato ko unsuna kar ek baar khud ki bhi sunkar dekho dusro ko satisfy karne se pehle khud bhi to satisfy hona sikho kisi ke saath me khushi dhundne se pehle khud ke saath to khush rehna sikho stress se agar suicide karna aasan hai to khush rehne se jina bhi aasan hai pehchan loge agar khud ko ,jano ge agar khud ko to khush rehna bhi aasan hai ©Suman Rathore

to know oneself

People who shared love close

More like this

Trending Topic