mujhe aaj bhi tumhari fikr hai kisi se kehta to n | हिंदी कविता Video

"mujhe aaj bhi tumhari fikr hai kisi se kehta to nahi par tum ho nahi sath mere mann mera maanta hein nahi kuch kho se gaya hain khud ko dhundh paata hein nahi tumhaare liye shyad khatam ho gaya ho par mujhme kahin ab bhi zinda hai aksar mujhe tumhara khyal aata hai aur mann akela bechara un khubsurat lamhon ko dubaara jeena chahta hai tumhare liye khatam ho gaya ho sab par meri aankho me tumhaara intezaar thehra rehta hai ©Abhishek Rajhans "

mujhe aaj bhi tumhari fikr hai kisi se kehta to nahi par tum ho nahi sath mere mann mera maanta hein nahi kuch kho se gaya hain khud ko dhundh paata hein nahi tumhaare liye shyad khatam ho gaya ho par mujhme kahin ab bhi zinda hai aksar mujhe tumhara khyal aata hai aur mann akela bechara un khubsurat lamhon ko dubaara jeena chahta hai tumhare liye khatam ho gaya ho sab par meri aankho me tumhaara intezaar thehra rehta hai ©Abhishek Rajhans

#Yaari

People who shared love close

More like this

Trending Topic