White Ye zindgi, badi mushqil se guzar rhi hai.. | हिंदी कविता

"White Ye zindgi, badi mushqil se guzar rhi hai.. Ye din, dhalte hi nahin.. Shamein, khamosh hai meri.. Aur raatein shor krti hain.. 🙃 Kya kaha? Raatein shor krti hain? Hann! Shor kartin hain raatein, Aur khamoshiyan, cheekhti hain meri, Mere kano ke pardon par.. Aansoo, anayas hi nikal aatey hain Aankhon ki poron se, Berang, murjhaye gaalon ki taraf.. Aur unke sath Kajal bhi, gaalon ko rangeen kr deta hai Phir mil jata hai adharon se.. Adhar, muskurate rhte hain, bina kisi baat ke.. Aur raatein..? Wo shor krti hain.. Khamoshiyan? Wo Cheekhti hain mere kano ke pardon par.. ©"Midnighter""

 White Ye zindgi, 
badi mushqil se
guzar rhi hai.. 
Ye din, 
dhalte hi nahin.. 

Shamein, 
khamosh hai meri.. 
Aur raatein shor krti hain.. 🙃
Kya kaha? 
Raatein shor krti hain? 

Hann! Shor kartin hain raatein, 
Aur
khamoshiyan, 
cheekhti hain meri, 
Mere kano ke pardon par.. 

Aansoo, 
anayas hi nikal aatey hain
Aankhon ki poron se, 
Berang, murjhaye
gaalon ki taraf.. 
Aur unke sath 
Kajal bhi, 
 gaalon ko rangeen kr deta hai
Phir mil jata hai adharon se.. 
Adhar, 
muskurate rhte hain, 
bina kisi baat ke.. 

Aur raatein..? 
Wo shor krti hain.. 

Khamoshiyan? 
Wo 
Cheekhti hain 
mere kano ke pardon par..

©"Midnighter"

White Ye zindgi, badi mushqil se guzar rhi hai.. Ye din, dhalte hi nahin.. Shamein, khamosh hai meri.. Aur raatein shor krti hain.. 🙃 Kya kaha? Raatein shor krti hain? Hann! Shor kartin hain raatein, Aur khamoshiyan, cheekhti hain meri, Mere kano ke pardon par.. Aansoo, anayas hi nikal aatey hain Aankhon ki poron se, Berang, murjhaye gaalon ki taraf.. Aur unke sath Kajal bhi, gaalon ko rangeen kr deta hai Phir mil jata hai adharon se.. Adhar, muskurate rhte hain, bina kisi baat ke.. Aur raatein..? Wo shor krti hain.. Khamoshiyan? Wo Cheekhti hain mere kano ke pardon par.. ©"Midnighter"

#sad_shayari

People who shared love close

More like this

Trending Topic