White Suna karta tha kabhi kamyab hone ke liye pah | English Motivatio

"White Suna karta tha kabhi kamyab hone ke liye pahle andheri galiyon se gujarna parta he ! Kabhi thokre khani parti he, kai chote sahni parti he ! Apne bhitar ki urja ko ek dam saiyam ke saath apne bhitar sambhale rakhna parta he ! Kabhi rukavte aayengi, kabhi kankrile raaste, fir bhi apne man ko aur adhik vishvaas ke sath ek nai urja banaye rakhna hota he ! Kamyabi aise hi kadam nahi chumti, man me lagan aur khud par bhrosa bhi hona jaruri hota he ! Jis din akele chalne ka man bana liya samjho pahli safalta ka parcham tumne apne hatho se lahra diya ! Jyada main kuch janta nahi bas apni man ki baato ko likh kar aap sabhi nojoto friends, followers ke sath share karte rahta hoon ! ❤️🙏🏻 ©Sardar Jagjeetsingh Kalra"

 White Suna karta tha kabhi kamyab hone ke liye pahle andheri galiyon se gujarna parta he ! Kabhi thokre khani parti he, kai chote sahni parti he ! Apne bhitar ki urja ko ek dam saiyam ke saath apne bhitar sambhale rakhna parta he ! Kabhi rukavte aayengi, kabhi kankrile raaste, fir bhi apne man ko aur adhik vishvaas ke sath ek nai urja banaye rakhna hota he !

Kamyabi aise hi kadam nahi chumti, man me lagan aur khud par bhrosa bhi hona jaruri hota he ! Jis din akele chalne ka man bana liya samjho pahli safalta ka parcham tumne apne hatho se lahra diya ! Jyada main kuch janta nahi bas apni man ki baato ko likh kar aap sabhi nojoto friends, followers ke sath share karte rahta hoon ! ❤️🙏🏻

©Sardar Jagjeetsingh Kalra

White Suna karta tha kabhi kamyab hone ke liye pahle andheri galiyon se gujarna parta he ! Kabhi thokre khani parti he, kai chote sahni parti he ! Apne bhitar ki urja ko ek dam saiyam ke saath apne bhitar sambhale rakhna parta he ! Kabhi rukavte aayengi, kabhi kankrile raaste, fir bhi apne man ko aur adhik vishvaas ke sath ek nai urja banaye rakhna hota he ! Kamyabi aise hi kadam nahi chumti, man me lagan aur khud par bhrosa bhi hona jaruri hota he ! Jis din akele chalne ka man bana liya samjho pahli safalta ka parcham tumne apne hatho se lahra diya ! Jyada main kuch janta nahi bas apni man ki baato ko likh kar aap sabhi nojoto friends, followers ke sath share karte rahta hoon ! ❤️🙏🏻 ©Sardar Jagjeetsingh Kalra

#good_night motivational thoughts motivational quotes in hindi motivational thoughts for students motivational thoughts on life motivational story in hindi #Tranding #followers

People who shared love close

More like this

Trending Topic