Autumn ek mahkti hui subah ,ek khilti hui muskaan | English Poetry Vid

"Autumn ek mahkti hui subah ,ek khilti hui muskaan ka ehsaans hai zindgi do pyaar bhare pyaale ek baki aas ka aashra hai zindgi,ek hote hue kinaare do milti hui lakeero ki aas hai zindgi ek pathik ko milti hui manzil ka mukaam hai zindgi, nadiyo ke kal kal bahete hue pani ki tarah hamesha aage badti hui hai zindgi ,ish bheed bhari duniya mein khud ka jeevansaathi hai zindgi yu toh zindgi ka safar yahi khatm nahi hota aur ishi ke saath sda aage badte rahne ka naam hai zindgi. ©ishita "

Autumn ek mahkti hui subah ,ek khilti hui muskaan ka ehsaans hai zindgi do pyaar bhare pyaale ek baki aas ka aashra hai zindgi,ek hote hue kinaare do milti hui lakeero ki aas hai zindgi ek pathik ko milti hui manzil ka mukaam hai zindgi, nadiyo ke kal kal bahete hue pani ki tarah hamesha aage badti hui hai zindgi ,ish bheed bhari duniya mein khud ka jeevansaathi hai zindgi yu toh zindgi ka safar yahi khatm nahi hota aur ishi ke saath sda aage badte rahne ka naam hai zindgi. ©ishita

#autumn

People who shared love close

More like this

Trending Topic