Mai aur teri yaadein ,, Kehne ko tanha hun mai par

"Mai aur teri yaadein ,, Kehne ko tanha hun mai par sath hai mere teri yaadein ,, Khamosh rehta hu mai par mjhse baatein karti hai teri yaadein ,, Mayus pade chehre ko Bewajah hasa jati hai teri yaadein ,, Tu wada karke chor gayi par tera wada nibha rahi hai teri yaadein ,, Firse taja kar jati hai pehli mulaqato ke kisse teri yaadein ,,, Bhulkar bhi tujhe mujhe juda nahi hone deti teri yaadein... Lafz nahi bayan karne ko ki kya hai teri yaadein,, Bas bejaan jism me jaan si bhar jati hai teri yaadein ©Thoughtful _mind"

 Mai aur teri yaadein ,,
Kehne ko tanha hun mai par sath hai mere teri yaadein ,,
Khamosh rehta hu mai par mjhse baatein karti hai teri yaadein ,,
Mayus pade chehre ko Bewajah hasa jati hai teri yaadein ,,
Tu wada karke chor gayi par tera wada nibha rahi hai teri yaadein ,,
Firse taja kar jati hai pehli mulaqato ke  kisse teri yaadein ,,,
Bhulkar bhi tujhe mujhe juda nahi hone deti teri yaadein...
Lafz nahi bayan karne ko ki kya hai teri yaadein,,
Bas bejaan jism me jaan si bhar jati hai teri yaadein

©Thoughtful _mind

Mai aur teri yaadein ,, Kehne ko tanha hun mai par sath hai mere teri yaadein ,, Khamosh rehta hu mai par mjhse baatein karti hai teri yaadein ,, Mayus pade chehre ko Bewajah hasa jati hai teri yaadein ,, Tu wada karke chor gayi par tera wada nibha rahi hai teri yaadein ,, Firse taja kar jati hai pehli mulaqato ke kisse teri yaadein ,,, Bhulkar bhi tujhe mujhe juda nahi hone deti teri yaadein... Lafz nahi bayan karne ko ki kya hai teri yaadein,, Bas bejaan jism me jaan si bhar jati hai teri yaadein ©Thoughtful _mind

#Light #Hope #Memories

People who shared love close

More like this

Trending Topic