Inssaaniyat ne duniya mein muskurana chodh diya hai
Rooh ne apne hi jism ko ab samjhana chodh diya hai
Marr chuka hai aaj sabhi ka zameer yeh dekh kar
Khuda ne bhi apne bando ko aazmana chodh diya hai
©Shayar India
#shayarindia #hindishayari #life #shayari #poem #hindipoem #hindiquotes #zindagi #nojoto