Ab....
Ab jaan kr bhi anjaan ho jaate h
Bina batae kyu ek dusre ke liye pareshan ho jaate h
Ab din bhut ho jaate h rubaru hue
Ab zinda to h pr yaad kr be jaan ho jaate h
Jo Din main sajda or Jo raat ka eaib tha
wo ab sirf naam ka shok rh gya h
Dur to kabke jaa chuke the sabse
Ab duri kagazi nh ho uska khuf reh gya h
Or ab ruswa bhi nhi h mn or ek to the hi nhi
Khone ka drr khtm h ab jo bahana h wo sirf maut rh gya h
Jo bahana tha wo sirf jasbaato main zahir tha
Jb Kuch tha hi nhi to ye rishta kah shamil tha
Tariko main hum dhundhte reh Gye the usse
Zahir sab
Din 4mahine 8ka tha ye din hamari phli mulakaat ka tha..
#safar
#ishq #Marz #Wafa
#dEvU__rAmGhaRiA