White kuch aisa nata hai tere mere darmiyaan , bay

"White kuch aisa nata hai tere mere darmiyaan , bayan karti hai ankhon ki ye khamoshiyan dilon ke ye jajbat lafzon se kahin hai pare, ankhon me jhalakte hai khwabon ke vo silsile. inme chhupaye rakhe hai kayi kisse purane, khule asmano me gujate hai banke ye tarane. bhar ati hai inme kuch yadon ki siskiyaan, bayan karti hai ankhon ki ye khamoshiyan mai na janu tu sach hai ya koi chhalavan, ban gya hai in sapno me apna ek karvan. badhti hai har pal bechaini tujhe janne ki, aur samne baithkar tujhe ektak niharne ki. in faslon me bi hai ahsaso ki najdikiyan, kuch aisa nata hai tere mere darmiyaan. ©Tanya gupta"

 White kuch aisa nata hai tere mere darmiyaan ,
bayan karti hai ankhon ki ye khamoshiyan

dilon ke ye jajbat lafzon se kahin hai pare,
ankhon me jhalakte hai khwabon ke vo silsile.
inme chhupaye rakhe hai kayi kisse purane,
khule asmano me gujate hai banke ye tarane.

bhar ati hai inme kuch yadon ki siskiyaan,
bayan karti hai ankhon ki ye khamoshiyan 

mai na janu tu sach hai ya koi chhalavan,
ban gya hai in sapno me apna ek karvan. 
badhti hai har pal bechaini tujhe janne ki,
 aur samne baithkar tujhe ektak niharne ki.

in faslon me bi hai ahsaso ki najdikiyan,
kuch aisa nata hai tere mere darmiyaan.

©Tanya gupta

White kuch aisa nata hai tere mere darmiyaan , bayan karti hai ankhon ki ye khamoshiyan dilon ke ye jajbat lafzon se kahin hai pare, ankhon me jhalakte hai khwabon ke vo silsile. inme chhupaye rakhe hai kayi kisse purane, khule asmano me gujate hai banke ye tarane. bhar ati hai inme kuch yadon ki siskiyaan, bayan karti hai ankhon ki ye khamoshiyan mai na janu tu sach hai ya koi chhalavan, ban gya hai in sapno me apna ek karvan. badhti hai har pal bechaini tujhe janne ki, aur samne baithkar tujhe ektak niharne ki. in faslon me bi hai ahsaso ki najdikiyan, kuch aisa nata hai tere mere darmiyaan. ©Tanya gupta

#darmiyaan
#love_shayari

People who shared love close

More like this

Trending Topic