Beta bde hokar kya banoge? Ye sawal aksar pucha ja | English Poetry

"Beta bde hokar kya banoge? Ye sawal aksar pucha jata h Umr ke sath hi Jawab bhi, bdl diya jata h Kya h ki khud ko khojne ka Mauka hi nahi mil paya, Ki aakhir Khud ka hunar kya h Ye hi, pta nahi kar paya. Waqt hi nahi tha Us aasmaan ko dekhne ka, Jo ek sawal ke bhaar ki vajah se, Main zameen se, nazre hi nahi utha paya Ki abhi aankhe khuli hi thi bs Aur jane kyu, pr darane lga tha ab Khud ka hi saya ki beta bde hokar kya banoge? ye sawal bar-bar pucha jata h na-samjha sa mn ye Phir kuch bhi jawab dena chahta h aur umr ke sath hi, Jawab bhi, bdl diya jata h... ©Shivam Singh"

 Beta bde hokar kya banoge?
Ye sawal aksar pucha jata h
Umr ke sath hi
Jawab bhi, bdl diya jata h

Kya h ki khud ko khojne ka 
Mauka hi nahi mil paya,
Ki aakhir Khud ka hunar kya h  
Ye hi, pta nahi kar paya.

Waqt hi nahi tha 
Us aasmaan ko dekhne ka, 
Jo ek sawal ke bhaar ki vajah se, 
Main zameen se, nazre hi nahi utha paya
Ki abhi aankhe khuli hi thi bs 
Aur jane kyu, pr darane lga tha ab
Khud ka hi saya 
ki beta bde hokar kya banoge?
ye sawal bar-bar pucha jata h 
na-samjha sa mn ye 
Phir kuch bhi jawab dena chahta h 

aur umr ke sath hi,
Jawab bhi, bdl diya jata h...

©Shivam Singh

Beta bde hokar kya banoge? Ye sawal aksar pucha jata h Umr ke sath hi Jawab bhi, bdl diya jata h Kya h ki khud ko khojne ka Mauka hi nahi mil paya, Ki aakhir Khud ka hunar kya h Ye hi, pta nahi kar paya. Waqt hi nahi tha Us aasmaan ko dekhne ka, Jo ek sawal ke bhaar ki vajah se, Main zameen se, nazre hi nahi utha paya Ki abhi aankhe khuli hi thi bs Aur jane kyu, pr darane lga tha ab Khud ka hi saya ki beta bde hokar kya banoge? ye sawal bar-bar pucha jata h na-samjha sa mn ye Phir kuch bhi jawab dena chahta h aur umr ke sath hi, Jawab bhi, bdl diya jata h... ©Shivam Singh

#thingsofheart

People who shared love close

More like this

Trending Topic