मैं यहाँ, तू वहाँ. Main yahan tu wahan faasle hai darmiyaan. lekin ye Chaand nikalta hai donon jagaha. iski Chaandni mein bheeg jaate Hain donon. farak ye hai Ki Main yahan tu wahan. fir tu hi Bata ham dur Kahan, Hum dur kahan, kahane Ko Main yahan tu wahan. Ya Tare bhi dikhte hain donon jagaha Faasle hain Darmiyaan. Bus farak ye hai ki tu inha ginta wahan. main inha ginti yahan. phir tu hi Bata ham dur Kahan ham dur Kahan,. kehne Ko Main yahan tu wahan. by-Aliya Siddiqui_
19/May/2020
#Duri#faasla#poem#Nojoto Aliyafromheart