Kaash uss din kuch na kahaa hota. Kaash Wo lamha h | हिंदी लव

"Kaash uss din kuch na kahaa hota. Kaash Wo lamha hi thm gya hota. Kaash wo aati nhi kisi ki yaadon ke saath, ya kaash mai kisi ki yaadon mein hota. Kaash wo pal ek khwaab hota ,kaash wo meri or mai uska kl hota. Kaash wo roothi hoti uss din to mna leta ,lakin shayd wo lautegi issi umeed mein tha . Kaash wo umeed sachi hoti ,kaash wo meri yaadon mein lauti hoti. Kaash wo shaam hi na hoti to wo aaj bhi mere saath hoti. ©Naman Awasthi"

 Kaash uss din kuch na kahaa hota.
Kaash Wo lamha hi thm gya hota.
Kaash wo aati nhi kisi ki yaadon ke saath, ya kaash mai kisi ki yaadon mein hota.
Kaash wo pal ek khwaab hota ,kaash wo meri or mai uska kl hota.
Kaash wo roothi hoti uss din to mna leta ,lakin shayd wo lautegi issi umeed mein tha .
Kaash wo umeed sachi hoti ,kaash wo meri yaadon mein lauti hoti.
Kaash wo shaam hi na hoti to  wo aaj bhi mere saath hoti.

©Naman Awasthi

Kaash uss din kuch na kahaa hota. Kaash Wo lamha hi thm gya hota. Kaash wo aati nhi kisi ki yaadon ke saath, ya kaash mai kisi ki yaadon mein hota. Kaash wo pal ek khwaab hota ,kaash wo meri or mai uska kl hota. Kaash wo roothi hoti uss din to mna leta ,lakin shayd wo lautegi issi umeed mein tha . Kaash wo umeed sachi hoti ,kaash wo meri yaadon mein lauti hoti. Kaash wo shaam hi na hoti to wo aaj bhi mere saath hoti. ©Naman Awasthi

#kaash

People who shared love close

More like this

Trending Topic