White Jazbaaton ke samandar se jo ye aansu nikal | English Poetry

"White Jazbaaton ke samandar se jo ye aansu nikal aate hain Nahi lete ye aankhon se ijazat aur raasta bhatak jaate hain Aanso jo dil ke dard ka bhoj uthate hain Kya hua agar ye waqt bewaqt aa jaate hain Mushkilon se kya ghabrana jab ye aansu sath hain Dilon ke dard ko bahar nikalne me to inhi ka hath hai ©Talat Arooz"

 White 
Jazbaaton ke samandar se jo ye aansu nikal aate hain
Nahi lete ye aankhon se ijazat aur raasta bhatak jaate hain 
Aanso jo dil ke dard ka bhoj uthate hain
Kya hua agar ye waqt bewaqt aa jaate hain

Mushkilon se kya ghabrana jab ye aansu sath hain
Dilon ke dard ko bahar nikalne me to inhi ka hath hai

©Talat Arooz

White Jazbaaton ke samandar se jo ye aansu nikal aate hain Nahi lete ye aankhon se ijazat aur raasta bhatak jaate hain Aanso jo dil ke dard ka bhoj uthate hain Kya hua agar ye waqt bewaqt aa jaate hain Mushkilon se kya ghabrana jab ye aansu sath hain Dilon ke dard ko bahar nikalne me to inhi ka hath hai ©Talat Arooz

#tears

People who shared love close

More like this

Trending Topic