Dear Childhood Ek bachpan ka zamana tha Jisme khus | हिंदी कविता

"Dear Childhood Ek bachpan ka zamana tha Jisme khushiyo ka khazana tha, Na kisi ki fikar thi na koi fasna tha, Subha uth ke school jana Be-matlb ka dosto ko satana, Or bhag ke chup jana, Yaad ata hai wo bachpan ka zamana. Na kam ki fikar thi na Duniya ki Apni hi masti me magan rehna, Bhai-behn se jhagda kar ke Maa ke achal me chup jana, Wo masoom sa bachpan or Maa ka dular, Kitna khubsurat tha wo bachpan Yaad ata hai wo bachpan 😔💗 ©Dreamer Girl"

 Dear Childhood Ek bachpan ka zamana tha
Jisme khushiyo ka khazana tha,
Na kisi ki fikar thi na koi fasna tha,
Subha uth ke school jana
Be-matlb ka dosto ko satana, 
Or bhag ke chup jana,
Yaad ata hai wo bachpan ka zamana.
Na kam ki fikar thi na Duniya ki
Apni hi masti me magan rehna,
Bhai-behn se jhagda kar ke 
Maa ke achal me chup jana,
Wo masoom sa bachpan or Maa ka dular,
Kitna khubsurat tha wo bachpan
Yaad ata hai wo bachpan 😔💗

©Dreamer Girl

Dear Childhood Ek bachpan ka zamana tha Jisme khushiyo ka khazana tha, Na kisi ki fikar thi na koi fasna tha, Subha uth ke school jana Be-matlb ka dosto ko satana, Or bhag ke chup jana, Yaad ata hai wo bachpan ka zamana. Na kam ki fikar thi na Duniya ki Apni hi masti me magan rehna, Bhai-behn se jhagda kar ke Maa ke achal me chup jana, Wo masoom sa bachpan or Maa ka dular, Kitna khubsurat tha wo bachpan Yaad ata hai wo bachpan 😔💗 ©Dreamer Girl

Bachpan ki yaadein 😔💗

#Nojoto #Childhood #masti #maa #Yaad #Trending

#bachpan

People who shared love close

More like this

Trending Topic