fursat mile to yad karna
na mile to afsos karna
mai agar chhod jau ye mahfile
mujhe bebad na smajh
mujhe bhul jana
aur fir mujhe yad karna
ak talluq bas tutne tak raha
mai man jau to gumaan karna
mai agar mukar jau to afsos karna
tumse badi chhah thi
tumse badi muhbbt thi
tumse wo talluq tha k bs malaal rah
ak khuwab nahi janaab..... kayi khuwab tut gye
fursat mile to un sab ko yad karna
na mile to afsos karna
aur
.. suno jaanaaaa.....
mujhe bhul jana bhul jana
aur bs mujhe yad na krna
©Dr.Mahira khan
mujhe yad na rakhna 🥀🎻🍷💌
#Love #Trending #viral #status @malik Shab Fareehaفَرِيحَة ℘ґѦℊѦ†ї @suresh gulia @Baaz @Sethi Ji