English
jewan na to bhavishya me h or na he atit me h jewan to kewal es pal me h eshi pal ka nam he jewan h 🙂 ©Samarth Kulshrestha
Samarth Kulshrestha
14 Love
meri bahn meri ek bestfriend h har muskil me usne mera sath diya h par me ek esi bahn hu jo kabhi time pr uske pass nhi hoti khte he na shadi ke bad sb bdal jata h koi ladhki ko pihar fejna he nhi shehata or agar feje ge bhi na to roj phone kre ge kb aogi jese unke bina kuch kam he nhi ho rha ghar me me puchna chati hu ke jis ki beti ya bahn ko ap apne ghar ki bhu bna ke laye ho uska ya uske ghar walo ka mn nhi krta ke unki beti ya unki bhan ghar aye kuch din hamare sath rhe us ladhki ka bhi to mn krta hoga na apne maa papa or bhai bhan ke sath rhne ka plz eske bare me ap sb ke kya bichar he jrur btaye🙏 ©Samarth Kulshrestha
12 Love
bdal jao vakt ke sath ya fir vakt bdalna shikho majburiyo ko mat koso har hal me chalna shiko🙏🙂 ©Samarth Kulshrestha
10 Love
ek rasta ye bhi h ..... manjilo ko pane ka.... ki shikh lo tum bhi hunar..... ha me ha milane ka.....🙏🙏 ©Samarth Kulshrestha
9 Love
umr jaya krdi logo ne oro ke bjud me nuksh nikalte - nikalte etna khud ko tlasha hota to farishte ban jate🙂🙂🙏🙏 ©Samarth Kulshrestha
7 Love
log kya khe ge pehle din hshege, dusre din mjak udhaye ge, or tisre din bhul jaye ge, esliye logo ki chinta mat kro, kro wahi jo uchit ho,or tum jo chahate ho, jisme tum khus ho, yad rakhna, j zindgi tumhari h logo ki nhi 🙂🙏 ©Samarth Kulshrestha
You are not a Member of Nojoto with email
or already have account Login Here
Will restore all stories present before deactivation. It may take sometime to restore your stories.
Continue with Social Accounts
Download App
Stories | Poetry | Experiences | Opinion
कहानियाँ | कविताएँ | अनुभव | राय
Continue with
Download the Nojoto Appto write & record your stories!
Continue with Social Accounts
Facebook Googleor already have account Login Here