V J

V J

Homemaker

  • Latest
  • Popular
  • Video

White Beech sadak pe lehrati huvi ja rahi thi ek haseena Matak matak ke chal rahi thi woh bekauf Sabki nigahein us pe tiki thi par woh duniye se bekhabar thi ©V J

#Quotes  White Beech sadak pe lehrati huvi
 ja rahi thi ek  haseena  
Matak matak ke chal  rahi 
thi woh bekauf  
Sabki  nigahein  us pe tiki thi 
 par woh duniye se bekhabar thi

©V J

#@adaye

11 Love

Ek thi woh jhalli si ladki Jo khil khilake hasti thi Har Kisoi woh Apna manti thi par sab ne zakhm diya uske masoom dil ko Sab samajh ke bhi woh nasamajh bani Khuda bhi dekh raha tha tamasha mazboori ka uska Par woh jhalli kaha rukne wali thi Apni masoom si muskurahat se khuda ko bhi ghayal karne chali thi Khuda bhi ek din tadap uthega Sari khushiya uski jholi me dalega ©V J

#Quotes  Ek thi woh jhalli si ladki  
Jo khil khilake hasti thi 
Har Kisoi woh Apna manti thi 
par sab ne  zakhm diya uske  masoom dil ko
Sab samajh ke bhi woh nasamajh bani 
Khuda bhi dekh raha tha tamasha
 mazboori ka uska 
Par woh  jhalli kaha rukne wali thi 
Apni masoom si muskurahat se
 khuda ko  bhi  ghayal karne chali  thi 
Khuda bhi ek din tadap uthega 
Sari khushiya uski jholi  me dalega

©V J

#@darde muskaan

12 Love

Use khil khilake hasna bahut pasand Tha Par khuda bhi aise aise bahane dhoondhta tha Use rulane ke Ansu toh uski ankhon me chalkte the Par har waqth woh Apne chehre pe muskan odhe nikalti thi Ek chota sa natkhat baccha abh bhi tha uske andar Jo har waqth dhondhta tha bahane hasne ke Yahi ekmatra astra tha uske pass jeene ka Usise toh woh khuda ko harati thi Khuda bhi yeh khel kaha chodhnewala tha Jaane kabtak chalega khuda ke sath ankhmichauli Yeh khuda ek din tu royega aur woh muskurati rahegi woh bhi Gehri neend me na khulnewali ©V J

#Quotes  Use khil khilake hasna 
bahut pasand Tha  
Par khuda bhi aise aise bahane 
dhoondhta tha 
Use rulane ke  
Ansu toh uski  ankhon me chalkte the 
Par har waqth woh 
Apne  chehre pe muskan odhe nikalti thi 
Ek chota sa natkhat baccha
 abh bhi tha uske andar 
Jo har waqth dhondhta tha
 bahane hasne ke 
Yahi ekmatra astra 
tha uske  pass jeene ka 
Usise toh woh khuda ko harati thi 
Khuda bhi yeh khel kaha chodhnewala tha 
Jaane kabtak chalega  
khuda ke sath ankhmichauli 
Yeh khuda ek din tu royega 
aur woh muskurati rahegi 
woh bhi Gehri neend me na khulnewali

©V J

#@muskaan

15 Love

Barish ki boonde giri jab badan pe Ek meethi si yaad jaga gayi man me Le ud chali phir usi jagah jaha pe mile the kabhi Dhundhla sa ho raha sabkuch dheere dheere par Ab bheegna bhi accha lagne laga is baarish me kyunki Teri mehak jo ati hai in boondo me ©V J

#Quotes  Barish ki boonde giri jab badan pe
Ek meethi si yaad jaga gayi man me 
Le ud chali phir usi
 jagah jaha pe mile the kabhi 
Dhundhla sa ho raha sabkuch 
 dheere dheere par 
 Ab  bheegna bhi accha lagne laga
  is baarish me kyunki 
Teri mehak  jo ati hai in boondo me

©V J

#@chahat

12 Love

White Yeh jo naya ahsaas ho raha hume Asmaan me udne ki tamanna uth rahi hai baarbaar phir se woh chupi hui alhad si ladki Bekauf hokar jhilmilate huve sitaron ko apni mutthi me bharna chahti hai Shukriya yeh mere gumnaam parinde Yuhi saath chalte rehna Khayalo me hi sahi yuhi Humhe hausla dete rehna Yeh jo dor hai hamare tumhare beech me Yuhi kaske pakde rehna Is tanhayi bhari zindagi me Ek sukoon ho tum ©V J

#Quotes  White Yeh jo naya ahsaas ho raha hume
Asmaan me udne ki tamanna
uth rahi hai baarbaar 
phir se woh chupi hui alhad si ladki
 Bekauf hokar jhilmilate huve sitaron 
 ko apni mutthi me
bharna chahti hai
Shukriya yeh mere 
gumnaam parinde
 Yuhi saath chalte rehna 
Khayalo me hi sahi yuhi 
Humhe  hausla dete rehna
 Yeh jo dor hai hamare tumhare  beech me
 Yuhi kaske pakde rehna 
Is tanhayi bhari zindagi me 
Ek sukoon ho tum

©V J

#@khayalo me

10 Love

White Dayre Stree najane kitne tukdo me bat jati hai Beti ke rupe me janam leti hai Toh Ma baap ke bane dayre se gujarti hai Behen hoti hai toh Bhai ke kayde kanoon se Biwi banti hai toh pati ke aur saas ke dayre se Ma banti hai toh bete ke usoolo pe In dayro pe chalte chalte ek din woh thak jaati hai Uski akhiri saans bhi in dayron ke saath khatam ho jati hai ©V J

#Quotes  White Dayre 

Stree najane kitne tukdo me bat jati hai 
Beti ke rupe me janam leti hai 
Toh Ma baap ke bane dayre se gujarti hai 
Behen hoti  hai toh 
Bhai  ke kayde kanoon se 
Biwi banti hai toh
 pati ke aur saas ke dayre se 
Ma banti hai toh bete ke  usoolo pe 
In dayro pe chalte chalte
 ek din woh thak jaati hai 
Uski akhiri saans bhi 
in dayron  ke saath khatam ho jati hai

©V J

#@Dayre

12 Love

Trending Topic