Ek bebas baap ne apni ankhri kuch sans me ,kya khub kaha tha apne bete se.......
Ki
Ye waqt ki raahein badi baiman si hoti hai yaha moujud umrah ke katoon se zara tum sambhal na.....
Are Yaha to, pal bhar me apna khoon tak zeher ban jata hai
to kisi sisi mai rakhi dawa se bewajah koi ummid tum mat karna.........
Jisko ungli pakad ke chalna sikhaya tha
Aj uske age yun hath jod ke khada hu.......
Jo ankhe ek nanhi si jaan ke liye swapne buna karti thi
Aj un ankhon me bebasi ke ye anshu liye khada hu..
Kya karu umrah ne ek pinjre me jo kaid kiya hai, ab or lada nahi jata,
Continue with Social Accounts
Facebook Googleor already have account Login Here