English
safar nama
White Ab fareb bhi karegi or azmayegi bhi duniya.. Tune mujhe is qadar tanha jo kar diya اب فریب بھی کرے گی یا عظیم گی بھی دنیا.. تم مجھ سے ہے قدر تنھا جو کر دیا ©Suboor Siddiqui
Suboor Siddiqui
10 Love
White Ab main kyun bhagoon ki zaman jeet gaya... mera hum dum mera ashiq wo mera meet gya.. dekhun khud ko ayene main to kyun na roayen SUBOOR.. mujhme mujhsa jo bhi tha wo beet gaya... ©Suboor Siddiqui
16 Love
99 View
White Hai khayalon ki raat ki bs wahi hai.. Main hoon bhi kya? ab to bs wahi hai.. Kahan fursat ki nazren hataun main unse.. Aakhiri khubsurat nazara to bs wahi hai.. Kitna sametun main khud uski bahon main.. Hai Ilaj-e-jazam ki ab bahon main bs wahi hai.. ©Suboor Siddiqui
Ab wo ayega or mangega ijazat mujhse bichadne ki.. Jis shakhs ko maine pehle hi jate dekha hai ©Suboor Siddiqui
13 Love
Mujhe is manzil pr ab sabr nahi hai.. Makan to khub hain pr koi ghar nhi hai.. Rasta to puchta hai kahan jaana hai... Tu chalta bhi hai or musafir bhi nhi hai.. Dekhte to tujhko sabhi hain suboor... Rukte bhi hain pr koi sath chalta nhi hai... Thama hai hath or sukoon bhi nhi hai.. Ye kya dillagi jo muhabbat nhi hai... Hai sajdon mein rahat khuda bhi yahin hai.. Ye baat bistar-e-makaan mein nhi hai.. ©Suboor Siddiqui
12 Love
You are not a Member of Nojoto with email
or already have account Login Here
Will restore all stories present before deactivation. It may take sometime to restore your stories.
Continue with Social Accounts
Download App
Stories | Poetry | Experiences | Opinion
कहानियाँ | कविताएँ | अनुभव | राय
Continue with
Download the Nojoto Appto write & record your stories!
Continue with Social Accounts
Facebook Googleor already have account Login Here