Sweta Baisla

Sweta Baisla Lives in Ghaziabad, Uttar Pradesh, India

law student at faculty of law, Delhi University

https://youtube.com/@swetabaisla4535?si=Zy7TsYsQvHvZc3wA

  • Latest
  • Popular
  • Repost
  • Video
#Quotes  andhero me ujala sa  h vo 
jeevan ka ujiara sa h vo 
zindgi me chahe kitni bhi kathnai ho 
na umeedi me umeed ka kinara  sa h vo 
vo khaas h mere sbse pass h 
mera vo ek spna jo mane apne liye dekha 
apno ke liye dekha

©Sweta Baisla

# sapna

180 View

#Quotes  Ab din guzaar rhe h ladayio ke beech 
Kabhi khud se to  kabhi dusro se ladna to h hi 
Dusro se tab ladte h jab kuch vivaad ho 
Khud se tab ladte h jab dil me kuch jajbaat ho
Ab har din ek sangharsh ki trh gujarta h 
Ye sangharsh dusro se nhi khud se h 
Haar bhi hamari or jeet bhi hamari 
Haare to bhikhar jaayenge , jeete to savr jayenge 
Hamesha ki tension ka ye sanghars nhi h kuch  naya

©Sweta Baisla

Ab din guzaar rhe h ladayio ke beech Kabhi khud se to kabhi dusro se ladna to h hi Dusro se tab ladte h jab kuch vivaad ho Khud se tab ladte h jab dil me kuch jajbaat ho Ab har din ek sangharsh ki trh gujarta h Ye sangharsh dusro se nhi khud se h Haar bhi hamari or jeet bhi hamari Haare to bhikhar jaayenge , jeete to savr jayenge Hamesha ki tension ka ye sanghars nhi h kuch naya ©Sweta Baisla

600 View

#Pleading

#Pleading

444 View

#nojota  Nari smarpit h apne hr us rishte ko 
Jise vo apna manti h 
Or yhi smarapan usko takleef deta h 
Uske jitna samarpan use khi se ni milta 
To bikhrne lgti h vo 
Pr agr khud pr aa jae to smarpit rishto 
Ke liye bhi dhan ki jwala bn sakti h vo 
Jali  h agr apno ke diye dard me 
To apno ko jhulsa skti h vo 
Usi dhan me jiska vaar us pr hua  tha

©Sweta Baisla

#nojota

621 View

#Quotes  Hme apni kamiya itni bhi na khlti 
Agr logo ne jatai na hoti

©Sweta Baisla

Hme apni kamiya itni bhi na khlti Agr logo ne jatai na hoti ©Sweta Baisla

467 View

#Quotes  hm kisi se ni darte to saae se kya drenge 
saya hm se dr jayega khi hanuman 
chalisa na padh de 😂😂

©Sweta Baisla

# nojoto

314 View

Trending Topic