English
I write poems and heart touching lines. so if you like poems and quanto than follow me support and show me your love.
Ankit Srivastava
126 View
72 View
yun akele rahne ke khwaish mujhe na thi har baat par logon se dur hone ke khwaish mujhe na thi. baaton ko har kisi se chupane ke khawaish mujhe na thi. har baar yun akele rone ke khwaish mujhe na thi. baat itne the ke bas logon ko samajh na paya. mere izzat mere paise se hogi bass ye baat man jaan na paya . maan nahi karta ab matlabi logon se milne ka . warna yun dur hokar rahne ke khawais mujhe na thi. tera sath jo chuta to baki sab mil gaya . bas tere hanth ko main hamesh ke liye tham na paya. By Rankit ©Ankit Srivastava
13 Love
27 View
agar tune pyar kiya hota to tu kisi aur ke na ho pate mujhe se kahe gai baten kisi aur se na kah pati sath bitaye gaye palon ko yun bhul na pati agar tune pyar kiya hota to. khush hogi bhale he tu apne rakeb ke sath agar mujh se pyar karte to uske na kahla pati. aya tha tere khushi me bas tera hal deakh ne par tere khusi dekh wapas laut gaya aur sochne laga ke kas tune pyar kiya hota By R Ankit ©Ankit Srivastava
15 Love
ghar wale nahi mane en ge is baat ka hawal diya, jan dur jane ka bahot he acha tune bahana diya. sath ghumne se pahle aur sath nibhane ka wada kar ne se pahle tujhe kisi ke yaad na aye. chup chup kar baten karte wakt bhi ham dono ke bich tere dost na aye. aur use main pasand nahi yeah baat tujhe ab yaad aye. tune sare sapne ka gala ghot diya. he loves me alot kah kar tune mujhe chodar diya tune uske jhuti shan me apne ka sath chodra diya aur baten karte hai tu ke ghar wale nahi manenge. chal sach bata ke tune mere sath rahne se he mana kar diya. jaan dur jane ka bahot he acha tune bahana diya. BY R Ankit ©Ankit Srivastava
14 Love
You are not a Member of Nojoto with email
or already have account Login Here
Will restore all stories present before deactivation. It may take sometime to restore your stories.
Continue with Social Accounts
Download App
Stories | Poetry | Experiences | Opinion
कहानियाँ | कविताएँ | अनुभव | राय
Continue with
Download the Nojoto Appto write & record your stories!
Continue with Social Accounts
Facebook Googleor already have account Login Here