ayaan ansari

ayaan ansari

love to write shayri love to play outdoor sports wish me on 6JULY My INSTAGRAM I'd @_ayaan.anasari_

  • Latest
  • Popular
  • Video

मैं और तुम Mai aur tum kabhi hum na ho sake Tum bin mai na tha na hu na rahunga sath jo mile tera to har pal jiyunga ©ayaan ansari

#dilkibaat #thought #HumTum  मैं और तुम Mai aur tum 
kabhi hum na ho sake 
Tum bin mai na tha na hu na rahunga
sath jo mile tera 
to har pal jiyunga

©ayaan ansari

Yaad krte ho pyaar bhi karlo apna smjhte ho? izhaar bhi krlo!! ©ayaan ansari

#sunkissed #thought  Yaad krte ho 
pyaar bhi karlo 
apna smjhte ho?
izhaar bhi krlo!!

©ayaan ansari

# #sunkissed

11 Love

ye ishq ka hafta nhi Hafte bhar ka ishq hai ©ayaan ansari

#moonlight  ye ishq ka hafta nhi 
Hafte bhar ka ishq hai

©ayaan ansari

#moonlight

11 Love

maine khudse ek wada kia ishq dubara na krne ka irada kia gam-e- judai se thak chuka hu sab ke bewafai se tut chuka hu main ab ise alwida kehna hi thik h ©ayaan ansari

#dilkibaat  maine khudse ek wada kia 
ishq dubara na krne ka irada kia 
 gam-e- judai se thak chuka hu 
sab ke bewafai se tut chuka hu main
ab ise alwida kehna hi thik h

©ayaan ansari

#dilkibaat

10 Love

Thamna chaha jiska hath hamne diya nhi saath usne dil ko ab kaise smjhaaye hum unko akele chord aaye hum sabr rakh aye dil dusri mil jayegi zindagi hi to hai kat hi jaayegi ©ayaan ansari

#One_sided_love #thought #HandsOn  Thamna chaha jiska hath hamne
diya nhi saath usne 
dil ko ab kaise smjhaaye hum
unko akele chord aaye hum 
sabr rakh aye dil 
dusri mil jayegi 
zindagi hi to hai 
kat hi jaayegi

©ayaan ansari

mai shayad tumhara kabhi hmesha ka sathi na ban saku par jab tak rahunga meri jaan wo pal Zindagi sabse haseen pal homge Ashraf ©ayaan ansari

#caringpartner #lovebirds  mai shayad 
tumhara kabhi hmesha ka sathi na ban saku
par jab tak rahunga meri jaan
wo pal Zindagi sabse haseen pal homge

Ashraf

©ayaan ansari
Trending Topic