Tumne ye kahi thi mujhse,
ki jaise sab beech safar mei, tumhe akela chor ke gaye the, aise hi mai bhi chala jaaunga..
us pal khud se ye waada karke,
ki harpal tumhari parchaai ban ke,
is baat se agar tum kabhi anjaan ho bhi gaye,
to bhi tum se kabhi kuch na kehe ke,
sadaa ke liye tumhare saath chaltaa rahunga...
-Biswajit Arya(Urfinder)
Tumne ye kahi thi mujhse,
ki jaise sab beech safar mei, tumhe akela chor ke gaye the, aise hi mai bhi chala jaaunga..
us pal khud se ye waada karke,
ki harpal tumhari parchaai ban ke,
is baat se agar tum kabhi anjaan ho bhi gaye,
to bhi tum se kabhi kuch na kehe ke,
sadaa ke liye tumhare saath chaltaa rahunga...
-Biswajit Arya(Urfinder)
9 Love
meri naadaniyo ko dekh kar,
mere tazurbey ka hisaab mat lagaana,
maine har barti umra ke saath,
taalmel bithaana bakhubi seekha hai...
-Biswajit Arya(Urfinder)
yehi to wo taareekh hai,
purey saal jiska intezaar reheta hai mujhe,
kyuki mere wajood ke hone ka ehesaas mujhe,
aaj ke is taareekh se hi hota hai...
-Biswajit Arya(Urfinder)
mai kisi besuri si geet sa hu,
jis ki sureeli dhun ho tum,
mai us geet ki har bol mei hu,
jis ki har panktiyon mei ghulkar ek pyaari si sangeet ho tum...
-Biswajit Arya(Urfinder)
Mai thandey paani ki bottle hu,
tum sharaab se bhari glass priye,
jis mei ghul ke peg ban jaau mai,
us peg ka nasha ho tum priye...
-Biswajit Arya(Urfinder)
Mai thandey paani ki bottle hu,
tum sharaab se bhari glass priye,
jis mei ghul ke peg ban jaau mai,
us peg ka nasha ho tum priye...
-Biswajit Arya(Urfinder)
10 Love
un aankhon ne na jaane apne kitne sapno ko raakh bante dekha hai,
jin aankhon mei maine apne har sapne ko poora hote dekha hai,
haan wo mera baap hai jo duniya ke saamne mazboot ban kar bhi,
mere galey se lagkar rota hai...
-Biswajit Arya(Urfinder)
Continue with Social Accounts
Facebook Googleor already have account Login Here