Nasrin Sultana

Nasrin Sultana

  • Latest
  • Popular
  • Video

White Bana k tujhko apna sabab khwaab me hum jeete hain Ummeed kya toote toh hijr mile uss me hum maut pate hain Tujhe lagta hai ashan hain dil me u ched kar jana Dukh bhi tune ussi dil ko diya jis ka akhri khwab hi tha tujhe pana. ©Nasrin Sultana

#love_shayari  White Bana k tujhko apna sabab
khwaab me hum jeete hain
Ummeed kya toote toh hijr mile
uss me hum maut pate hain
Tujhe lagta hai ashan hain
dil me u ched kar jana
Dukh bhi tune ussi dil ko diya
jis ka akhri khwab hi tha tujhe pana.

©Nasrin Sultana

#love_shayari

16 Love

#SAD  White Har dafa mere zindagi main 
jeene ki sabab ban gaye
Maine tumhe haqeeqat kya mana
tum toh khwaab ban gaye.

©Nasrin Sultana

#SAD

81 View

White Na tumhe zindagi Na tumhe jahan Na tumhe saanson ka wajah kahenge Tum the aur ho iss rooh k marne ka wajah toh hum tumhe berahem maut kahenge. ©Nasrin Sultana

#mercilesslove  White Na tumhe zindagi 
Na tumhe jahan
Na tumhe saanson ka wajah kahenge
Tum the aur ho
iss rooh k marne ka wajah 
toh hum tumhe berahem maut kahenge.

©Nasrin Sultana

White Ajj pata chala dil ye mera kitna gunehgar ho sakta hain Dil pe kisine halka dastak kya diya tha dil ne usse humsafar man liya hain. ©Nasrin Sultana

#sad_shayari  White Ajj pata chala dil ye mera 
kitna gunehgar ho sakta hain
Dil pe kisine halka dastak kya diya tha
dil ne usse humsafar man liya hain.

©Nasrin Sultana

#sad_shayari

10 Love

White Waqt waqt pe pata chalta hain Jo dil nahin hain mera woh kisi aur ka kaise ho sakta hain. ©Nasrin Sultana

#destroyedinlove  White Waqt waqt pe pata chalta hain
Jo dil nahin hain mera 
woh kisi aur ka kaise ho sakta hain.

©Nasrin Sultana

White Tune bas mu fer liya hain lekin safed kapda pehen ne ka haq toh bas mera hain. ©Nasrin Sultana

#hatred  White Tune bas mu fer liya hain
lekin safed kapda pehen ne ka haq toh bas mera hain.

©Nasrin Sultana

#hatred

14 Love

Trending Topic